Исполнитель: Индийские

Композиция: Akele hain to kya gum hai

akele hain to kya gham hai 
chaahe to hamaare bas mein kya nahin 
bas ek zara saath ho tera 
tere to hain hum 
kab se sanam

akele hain to kya gham hai 
chaahe to hamaare bas mein kya nahin 
bas ek zara saath ho tera 
tere to hain hum 
kab se sanam

akele hain to kya gham hai 

ab yeh nahin sapna yeh sab hai apna
ab yeh nahin sapna yeh sab hai apna
yeh jahaan pyaar ka
chhota sa yeh aashiyaan bahaar kа
bas ek zara saath ho tera 
tere to hain hum 
kab se sanam

akele hain to kya gham hai 

phir nahin tootega hum pe koi toofan
phir nahin tootega hum pe koi toofan
saajana dekhna
har toofan ka main karungi saamna
bas ek zara saath ho tera 
tere to hain hum 
kab se sanam

akele hain to kya gham hai 

ab to mere saajan beetega har din
ab to mere saajan beetega har din
pyaar ki baahon mein
rang jaayegi rut teri adaaon mein
bas ek zara saath ho tera 
tere to hain hum 
kab se sanam

akele hain
to kya gham hai 
chaahe to hamaare bas mein kya nahin 
bas ek zara saath ho tera 
Ссылка на минусовку:
https://ruminus.ru/minusovki/national/Иndijskie/akele_hain_to_kya_gum_hai.html
www.ruminus.ru