Исполнитель: Lata Mangeshkar

Композиция: Tujhe dekha to yeh

Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahaan se kahaan jaayen ham
Teri baahon mein mar jaayen ham

Aankhein meri sapne terе
Dil mera yaadein teri
Mera hai kya, sab kuchh tera
Jaan teri saansein teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskuraane lage sare gam

Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahun main kya karun
Haan tu saamne baithi rahe
Main tujhe dekha karun
Tu ne aawaaz di dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam
Ссылка на минусовку:
https://ruminus.ru/minusovki/leng/lata_mangeshkar/tujhe_dekha_to_yeh.html
www.ruminus.ru